ALLAH se kry door , to taleem bhi fitna Amlaak bhi aulad bhi jageer bhi fitna na haq ke liye uthy to shamsheer bhi fitna shamsheer he kiya naara e takbeer bhi fitna
Har ibtada se pehly, Har inteha k baad zaat nabi (S.A.W)buland hai,zat-e-khuda k baad Dunya main ehtaram k qabil hain jitny log mai sab ko manta huun, magr mustafa (S.A.W) k baad qatl-e-Hussain asal main marg-e-yazeed hai Islam zinda hota hai har karbala k baad
Kyu zyakar banoo sood-o-framosh rahoo fikr-e-farda na kroo mehvy gham-e-dosh rahoo naaly bulbul k sunoo or hamatan gosh rahoo ham nava m bhi koi gul hun k khamosh rahoo jurrat amoz meri tab-e-sukhun mujhko shikwa ALLAH se khakim badhan ha mujhko hai bjaa shewa-e-tasleem main mashhoor hain ham qissa-e-Dard sunaty hain k majboor hain ham saaz-e-khamosh hain faryaad se mehroom hain ham naala ata hai agr lab py to mazoor hain ham Ay khuda shikwa-e-arbab-e-wafa bhi sun ly khoogar-e-Hamd se thora sa silaa bhi sun ly
La phir ek aar wahi aa o jaam ay saaqi hath a jay mujhy mera muqam ay saqi teen so saal se hain hind ky mekhainy band ab munasib ha tera faiz ho aam ay saaqi meri meenay ghazal me the zra si baaqi sheikh kehta hai k hai ye bhi haram ay saqi shair mardoo se huwa besha e tahqeeq tahi reh gy sofii-o-mullaa k ghulam ay saaqi ishaq ki tegh jigar daar urra lii kis ne ilam k hah ma khali hai niyam ay saaqi seena roshan ho to hy soz sukhan ain hyat ho na roshan, to sukhan marg dwam ay saaqi tu meri raat ko metab se mehoom na rakh tery paimany ma hai mah-tmam- ay saaqi