laa phir ek baar wohi | Allama Iqbal poem
La phir ek aar wahi aa o jaam ay saaqi
hath a jay mujhy mera muqam ay saqi
teen so saal se hain hind ky mekhainy band
ab munasib ha tera faiz ho aam ay saaqi
meri meenay ghazal me the zra si baaqi
sheikh kehta hai k hai ye bhi haram ay saqi
shair mardoo se huwa besha e tahqeeq tahi
reh gy sofii-o-mullaa k ghulam ay saaqi
ishaq ki tegh jigar daar urra lii kis ne
ilam k hah ma khali hai niyam ay saaqi
seena roshan ho to hy soz sukhan ain hyat
ho na roshan, to sukhan marg dwam ay saaqi
tu meri raat ko metab se mehoom na rakh
tery paimany ma hai mah-tmam- ay saaqi
Comments
Post a Comment