Qatl-e-Hussain asal main marg | Allama Iqbal | poetry | Poem.



Har ibtada se pehly, Har inteha k baad 

zaat nabi (S.A.W)buland hai,zat-e-khuda k baad


 Dunya main ehtaram k qabil hain jitny log

mai sab ko manta huun, magr mustafa (S.A.W) k baad


qatl-e-Hussain asal main marg-e-yazeed hai 

Islam zinda hota hai har karbala k baad

Comments