Popular posts from this blog
ALLAH se kry doo to |Allama Iqbal | Allama Iqbal poetry
Kyu zyakar banoo | Shikwa | Allama Iqbal
Kyu zyakar banoo sood-o-framosh rahoo fikr-e-farda na kroo mehvy gham-e-dosh rahoo naaly bulbul k sunoo or hamatan gosh rahoo ham nava m bhi koi gul hun k khamosh rahoo jurrat amoz meri tab-e-sukhun mujhko shikwa ALLAH se khakim badhan ha mujhko hai bjaa shewa-e-tasleem main mashhoor hain ham qissa-e-Dard sunaty hain k majboor hain ham saaz-e-khamosh hain faryaad se mehroom hain ham naala ata hai agr lab py to mazoor hain ham Ay khuda shikwa-e-arbab-e-wafa bhi sun ly khoogar-e-Hamd se thora sa silaa bhi sun ly

Comments
Post a Comment