Posts

Showing posts from September, 2017

Qatl-e-Hussain asal main marg | Allama Iqbal | poetry | Poem.

Image
Har ibtada se pehly, Har inteha k baad  zaat nabi (S.A.W)buland hai,zat-e-khuda k baad   Dunya main ehtaram k qabil hain jitny log mai sab ko manta huun, magr mustafa (S.A.W) k baad qatl-e-Hussain asal main marg-e-yazeed hai  Islam zinda hota hai har karbala k baad

Kyu zyakar banoo | Shikwa | Allama Iqbal

Image
Kyu zyakar banoo sood-o-framosh rahoo  fikr-e-farda na kroo mehvy gham-e-dosh rahoo naaly bulbul k sunoo or hamatan gosh rahoo ham nava m bhi koi gul hun k khamosh rahoo jurrat amoz meri tab-e-sukhun mujhko  shikwa ALLAH se khakim badhan ha mujhko hai bjaa shewa-e-tasleem main mashhoor hain ham qissa-e-Dard sunaty hain k majboor hain ham saaz-e-khamosh hain faryaad se mehroom hain ham naala ata hai agr lab py to mazoor hain ham  Ay khuda shikwa-e-arbab-e-wafa bhi sun ly khoogar-e-Hamd se thora sa silaa bhi sun ly 

laa phir ek baar wohi | Allama Iqbal poem

La phir ek aar wahi aa o jaam ay saaqi  hath a jay mujhy mera muqam ay saqi  teen so saal se hain hind ky mekhainy band  ab munasib ha tera faiz ho aam ay saaqi  meri meenay ghazal me the zra si baaqi  sheikh kehta hai k hai ye bhi haram ay saqi  shair mardoo se huwa besha e tahqeeq tahi  reh gy sofii-o-mullaa k ghulam ay saaqi ishaq ki tegh jigar daar urra lii kis ne  ilam k hah ma  khali hai  niyam ay saaqi  seena roshan ho to hy soz sukhan ain hyat ho na roshan, to sukhan marg dwam ay saaqi  tu meri raat ko metab se mehoom na rakh  tery paimany ma hai mah-tmam- ay saaqi

Likhna nahi ata to meri jaan parha kr | Allama Iqbal thoughts |poem

Image

ishaq qatil se | ishaq qatil se maqtool sy hamdardi bhi | Allama Iqbal poetry

ishaq  qatil se bhi maqtool se hamdardi bhi  ye bta kis se muhabbat ki jaza mangy ga sajda khaliq ko bhi iblees se yarana bhi hashar main kis se aqeedat ka sila mangy ga

Dil se jo Baat | Jwab-e-Shikwa

Image
دل سے جو بات نکلتی ہے اثررکھتی ہے پر نہیں طاقت پرواز مگر رکھتی ہے قدسی الاصل یعنی فطرت پہ نظر رکھتی ہے خاک سے اُٹھتی ہے گردوں پہ گزر رکھتی ہے، کلیات اقبال مکمل کتاب ڈانلوڈ کرنے کے لیئے ڈانلوڈ بٹن پر کلک کریں۔

yarab Dil e muslim ko | Iqbal Ki Dua | Dua

Image
یا رب! دل مسلم کو وہ زندہ تمنا دے یا رب! دل مسلم کو وہ زندہ تمنا دے جو قلب کو گرما دے ، جو روح کو تڑپا دے پھر وادی فاراں کے ہر ذرے کو چمکا دے پھر شوق تماشا دے، پھر ذوق تقاضا دے محروم تماشا کو پھر دیدئہ بینا دے دیکھا ہے جو کچھ میں نے اوروں کو بھی دکھلا دے بھٹکے ہوئے آہو کو پھر سوئے حرم لے چل اس شہر کے خوگر کو پھر وسعت صحرا دے پیدا دل ویراں میں پھر شورش محشر کر اس محمل خالی کو پھر شاہد لیلا دے اس دور کی ظلمت میں ہر قلب پریشاں کو وہ داغ محبت دے جو چاند کو شرما دے رفعت میں مقاصد کو ہمدوش ثریا کر خودداری ساحل دے، آزادی دریا دے بے لوث محبت ہو ، بے باک صداقت ہو سینوں میں اجالا کر، دل صورت مینا دے احساس عنایت کر آثار مصیبت کا امروز کی شورش میں اندیش? فردا دے میں بلبل نالاں ہوں اک اجڑے گلستاں کا تاثیر کا سائل ہوں ، محتاج کو داتا دے